Best Tanhai poetry in Urdu – Alone poetry in Urdu (2024)

We have Tanhai Poetry in Urdu collections with text, two lines poetry, SMS with images formats including Dard e Tanhai (تنہائی پوٹری), Dasht e Tanhai, Raat ki Tanhai, main aur meri Tanhai, sham ki Tanhai Shayari, loneliness and sad alone poetry in Urdu.

Tanhai Poetry in Urdu 2 lines

Tanhai Poetry in Urdu

نہ آزماؤ مجھے اتنا کہ میں مجبور ہو جاؤں
جو پہلے ہی تنہا ہو اسے درد نہیں دیا کرتے

Na azmao mujhe itna ke main majboor ho jaoon
Jo pehle hi tanha ho use dard nahin diya karte

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Tanhai Poetry in Urdu
Tanhai Poetry in Urdu

اکیلے آۓ تھے اکیلے جائے گے
ناجانے اکیلے رہا کیوں نہیں جاتا

Akelay aaye thay, akelay jaayein gay
Najane akelay raha kyun nahin jaata

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

alone Tanhai Poetry in Urdu
Tanhai Poetry in Urdu

اپنوں نے بھی نہ سوچا کہ اجڑوں گی تو کدھر جاوں گی
آشیانہ جن کا نہ ہو وہ پرندے اکثر مر ہی جاتے ہیں

Apno ne bhi nah socha ke ajroo gi to kahan jaoon gi
Ashiyana jin ka nah ho woh parinday aksar mar hee jaate hain

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

tanhai poetry in urdu or hindi
Tanhai Poetry in Urdu

ہمارے پاس نہ بیٹھو
ہماری تنہائیاں خفا ہوتی ہے

Hamare paas na betho
Hamari tanhaiyan khafa hoti hain

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

sad tanhai poetry in urdu
Tanhai Poetry in Urdu

میری روح کو تنہائی کی زنجیر پہنا کر
وہ میرے پاس تو ہوتا ہے مگر میرا نہیں ہوتا

Meri rooh ko tanhai ki zanjeer pehna kar
Woh mere paas to hota hai magar mera nahin hota

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

mohabat tanhai poetry
Tanhai Poetry in Urdu

کہنے لگى ہے اب تو تنہائی بهى مجھ سے
مجھ سے ہى کرلو محبت ميں تو بےوفا نہيں

Kehne lagi hai ab to tanhai bhi mujh se
Mujh se hi karlo mohabbat mein to bewafa nahin

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

تنہائی میں جینے کے شوقین ہیں ہم
کوئی ساتھ رہے تو ہمیں اچھا نہیں لگتا

Tanhai mein jeenay ke shoqeen hain hum
Koi saath rahe to hamein achha nahin lagta

tanhai poetry in urdu with images

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

اب تو تنہائی بھی رو دیتی ہے
مجھے اتنا تنہا دیکھ کر

Ab to tanhai bhi ro deti hai
Mujhe itna tanha dekh kar

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

ایک چائے دو کپوں میں برابر سی بانٹ کر
اکثر کیا ہے فرض کہ تنہا نہیں ہوں میں

Ek chaye do kapoon mein barabar si baant kar
Aksar kya hai farz ke tanha nahin hoon main

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Yad poetry in urdu

تو کہاں ہے کہ تیری یاد کے ہاتھوں اب تو
میرے ساتھ پریشان میری تنہائی بھی

To kahan hai ke teri yaad ke haathon ab to
Mere saath pareshan meri tanhai bhi

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

تنہائی میں جینے کے شوقین ہیں ہم
کوئی ساتھ رہے تو ہمیں اچھا نہیں لگتا

Tanhai mein jeenay ke shoqeen hain hum
Koi saath rahe to hamein achha nahin lagta

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

ویسے کہنے کو تو اپنے بہت ہیں میرے اس جہاں میں
لیکن ہر بار خود کو ہی اپنے ہونے کا احساس دلایا میں نے

Waise kehne ko to apne bahut hain mere is jahan mein
Lekin har baar khud ko hi apne honay ka ehsaas dilaya maine

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Waqht tanhai poetry in urdu

میں نے ہر بار تجھ سے ملتے وقت
تجھ سے ملنے کی آرزو کی ہے
تیرے جانے کے بعد بھی میں نے
تیری خوشبو سے گفتگو کی ہے

Maine har baar tujh se milte waqt
Tujh se milne ki arzoo ki hai
Tere jaane ke baad bhi maine
Teri khushboo se guftagu ki hai

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

ذوق تنہائی کچھ بڑھ گیا اتنا کہ
ہم نـے خود کو ہی خود سـے نکال پھینکا

Zauq tanhai kuchh barh gaya itna ke
Hum ne khud ko hi khud se nikal phenka

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

سنا ہے ہر بات کا جواب رکھتے ہو تم
کیا تنہائی کا بھی علاج رکھتے ہو تم

Suna hai har baat ka jawab rakhte ho tum
Kya tanhai ka bhi ilaaj rakhte ho tum

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Sad tanhai poetry in urdu

تنہائی بہتر ہے جھوٹے
لوگوں سے اور بے مقصد باتوں سے

Tanhai behtar hai jhootay
Logon se aur be maqsad baaton se

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

آخری آئینہ بھی توڑ دیا
میری تنہائی اب مکمل ہے

Aakhri aayina bhi tor diya
Meri tanhai ab mukammal hai

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

ہم پہلے ہی جی رہے تھے اداس راتوں میں اکیلے
آپ کے جانے کے بعد رونق اور بڑھ گئی

Hum pehle hi ji rahe thay udaas raaton mein akelay
Aap ke jaane ke baad rung aur barh gay

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Judai poetry in urdu

بچھڑ کے تم سے راہ عشق میں ہوا کچھ اس طرح
ہوئے تنہا چلے تنہا گرے تنہا

Bichar ke tum se raah-e-ishq mein hua kuch is tarah
Huye tanha chale tanha gire tanha

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

‏جو لوگ ہمیشہ ساتھ رہنے کا‏ یقین دلاتے ہیں
‏انسان اپنی تنہائیوں میں انہیں ہی ڈھونڈتا رہ جاتا ہے

Jo log hamesha saath rehne ka yaqeen dilate hain
Insaan apni tanhaiyon mein unhein hi dhoondta reh jata hai

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

چاندنی راتوں کی تنہائی کا عالم مت پوچھئے
رو پڑے ہم سہارے ڈھونڈتے ڈھونڈتے یہاں

Chandni raaton ki tanhai ka aalam mat poochhe
Ro pare hum sahara dhoondte dhoondte yahan

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

میں تنہا ہی بہتر ہوں
مجھے ضرورت نہیں جھوٹے سہاروں کی

Main tanha hi behtar hoon
Mujhe zaroorat nahin jhootay saharon ki

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Top class tanhai poetry in urdu

اپنوں نے بھی نہ سوچا کہ اجڑوں گی تو کدھر جاوں گی
آشیانہ جن کا نہ ہو وہ پرندے اکثر مر ہی جاتے ہیں

Apno ne bhi nah socha ke ajroo gi to kahan jaoon gi
Ashiyana jin ka nah ho woh parinday aksar mar hee jaate hain

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

سایہ بھی تیرا تجھ کو چھوڑ جائے گا
آئی بھی تیرے کام تو تنہائی آئے گی

Sayya bhi tera tujh ko chhod jayega
Aayi bhi tere kaam to tanhai aayegi

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

اس دل میں جگہ مانگی تھی مسافر کی طرح
اس نے تنہائیوں کا اک شہر میرے نام کر دیا

Is dil mein jagah maangi thi musafir ki tarah
Is ne tanhaiyon ka ek sheher mere naam kar diya

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

ایسے نہ کہو کے قسمت کی بات ہے
میری تنہائی میں کچھ ہاتھ تمہارا بھی ہے

Aise na kaho ke qismat ki baat hai
Meri tanhai mein kuch haath tumhara bhi hai

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

الجھے گی وہ خود سے ہر روز کئی بار
بھاگے گی دیکھے گی کہیں دستک تو نہیں ہے

Ulajh jayegi woh khud se har roz kai baar
Bhagegi dekhegi kahin dastak to nahin hai

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

ہمارے پاس نہ بیٹھو
ہماری تنہائیاں خفا ہوتی ہے

Hamare paas na betho
Hamari tanhaiyan khafa hoti hain

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

saya tanhai poetry in urdu

سوچتی ہوں کہ بجھا دوں میں یہ کمرے کا دیا
اپنے سائے کو بھی کیوں ساتھ جگاؤں اپنے

Sochti hoon ke bujha doon main yeh kamre ka diya
Apne saaye ko bhi kyun saath jagaon apne

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

کون آئے گا یہاں کوئی نہ آیا ہو گا
میرا دروازہ ہواوں نے ہلایا ہو گا

Kaun aayega yahan koi nahin aaya hoga
Mera darwaza hawaon ne hilaya hoga

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

تنہایوں کا اک الگ ہی مزا ہے
اس میں ڈر نہیں ہوتا کسی کے چھوڑ جانے کا

Tanhaiyon ka ek alag hi maza hai
Is mein darr nahin hota kisi ke chhod jaane ka

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

اب تو تنہائی بھی رو دیتی ہے
مجھے اتنا تنہا دیکھ کر

Ab to tanhai bhi ro deti hai
Mujhe itna tanha dekh kar

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

کہنے لگى ہے اب تو تنہائی بهى مجھ سے
مجھ سے ہى کرلو محبت ميں تو بےوفا نہيں

Kehne lagi hai ab to tanhai bhi mujh se
Mujh se hi karlo mohabbat mein to bewafa nahin

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

سب سے زیادہ آن لائن رہنے والے لوگ
حقیقی زندگی میں سب سے زیادہ تنہا ہوتے ہیں

Sab se zyada online rehne walay log
Haqiqi zindagi mein sab se zyada tanha hote hain

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

تنہا زندگی کا بھی اپنا ہی مزا ہے
نہ کسی کے آنے کی خوشی نہ کسی کے جانے کا غم

Tanha zindagi ka bhi apna hi maza hai
Nah kisi ke aane ki khushi nah kisi ke jaane ka gham

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

آسان نہیں ہیں یادوں کے دیپ جلانا
خون سے جلتی ہے یہ آگ تنہائی کی

Aasaan nahin hain yaadon ke deep jalana
Khoon se jalati hai yeh aag tanhai ki

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

dukhi poetry in urdu

میری روح کو تنہائی کی زنجیر پہنا کر
وہ میرے پاس تو ہوتا ہے مگر میرا نہیں ہوتا

Meri rooh ko tanhai ki zanjeer pehna kar
Woh mere paas to hota hai magar mera nahin hota

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

‏دل ٹپکنے لگا ہے آنکھوں سے
اب کسے رازداں کرے کوئی؟
شہر میں شور گھر میں تنہائی
دل کی باتیں کہاں کرے کوئی؟

Dil tapakne laga hai aankhon se
Ab kise raazdaan kare koi
Shehr mein shor, ghar mein tanhai
Dil ki baatein kahan kare koi

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

اکیلے رہ جاتے ہیں وہ لوگ
جو خود سے زیادہ دوسروں کی فکر کرتے ہیں

Akelay rah jaate hain woh log
Jo khud se zyada dosron ki fikr karte hain

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

میں اتنا تنہا رہنے لگ گیا ہوں
کہ میرا سایہ بھی مجھ سے بیزار ہو گیا ہے

Main itna tanha rehne laga hoon
Ke mera saaya bhi mujh se bezaar ho gaya hai

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

اکیلے پن نے بگاڑی ہیں عادتیں میری
وہ لوٹ آئے تو ممکن ہے سدھر جاوں میں

Akelay pan ne bigaadi hain adatein meri
Woh laut aaye to mumkin hai sudhar jaoon main

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

ہر رات میرا دل خود سے یہ سوال کرتا ہے
ہر کسی کا ساتھ نبھانے والے خود کیوں تنہا رہتے ہیں

Har raat mera dil khud se yeh sawaal karta hai
Har kisi ka saath nibhane wale khud kyun tanha rehte hain

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Raat tanhai poetry in urdu

سورج بھی اس کو ڈھونڈنے وآپس چلا گیا
اب ہم بھی گھر لوٹ چلیں شام ہو گئی ہے

Sooraj bhi is ko dhoondne waapas chala gaya
Ab hum bhi ghar laut chalein shaam ho gayi hai

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

I hope you like my collection of Tanhai poetry in Urdu Hindi, and that this post is valuable for you. If valuable, please share and give feedback to this post below in the comments box. Thanks

TagsHeart Touching Poetry, 2 lines poetry, New Best Poetry in Urdu 2 Lines

♥You Might also Like ♥

◆ Birthday poetry in Urdu

◆ Death poetry in Urdu 

◆ Ahmad Faraz Poetry In Urdu 

Leave a Comment