Best Fiaz Ahmad Fiaz Poetry 2 Line & Urdu Ghazal


Updated: 25 Jun 2023

86


Who was faiz Ahmed faiz Poet?

Faiz Ahmed Faiz poet was a renowned Pakistani who is widely considered one of the greatest poets of the Urdu and Hindi languages.The Faiz Ahmed Faiz poet was a well-known defender of independence, human rights, and social justice. Ahmed Faiz’s poetry in Urdu often expressed his deep love for his country and his unwavering commitment to the welfare of its people. Today, Faiz Ahmed’s poet legacy continues to inspire generations of poets, writers, and activists around the world.

Fiaz Ahmad Fiaz

Fiaz Ahmad Fiaz Poetry

faiz ahmed faiz poet

دل ناامید تو نہیں، ناکام ہی تو لمبی ہے

غم کی شام مگر شام ہی تو ہے۔

Dil na-umeed toh nahi, nakam hi toh lambi hai, Gham ki shaam magar shaam hi toh hai.
faiz ahmed faiz poet

اک فرصت گناہ ملی وہ بھی چار دن

دیکھے ہیں ہم نے حوصلے پر وردگار کے

Ek mauqa gunah mila woh bhi chaar din dekhe hain humne hoslon par wardagar ke.
faiz ahmed faiz poet

محبت کرنے والوں کی تجارت بھی انوکھی ہے

منافع چھوڑ دیتے ہیں خسارے بانٹ لیتے ہیں

Muhabbat karne walon ki tijarat bhi anokhi hai, Munafa chhod dete hain, khasare bant lete hain.
faiz ahmed faiz poet

کب تک سنے گی رات ، کہاں تک سنائیں

ہم شکوے گلے سب آج ترے روبرو کریں

Kab tak sunegi raat, kahan tak sunayen hum, Shikwe gile sab aaj tere roobaroo karein.
faiz ahmed faiz poet

نہ جانے کس لئے امید وار بیٹھا ہوں

اک ایسی راہ پہ جو تیری راہ گزر بھی نہیں

Na jane kis liye umeedwar baitha hoon, Ek aisi raah pe jo teri raah guzar bhi nahi.
faiz ahmed faiz poet

قرب کے نہ وفا کے ہوتے ہیں

جھگڑے سارے انا کے ہوتے ہیں

Qurb ke, na wafa ke hote hain jhagrne saare, Anaa ke hote hain
faiz ahmed faiz poet

ڈرتا ہوں کہنے سے کہ محبت ہے تم سے

مری زندگی بدل دے گا ترا اقرار بھی انکار بھی

Darta hoon kehne se keh, keh mohabbat hai tum se Meri zindagi badal dega, tera iqraar bhi inkar bhi
faiz ahmed faiz poet

تیری صورت سے ہے عالم میں بہاروں کو ثبات

تیری آنکھوں کے سوادُنیا میں رکھا کیا ہے

Teri surat se hai aalam mein bahaaron ko sabaat, Teri aankhon ke siva duniya mein rakha kya hai.
faiz ahmed faiz poet

دونوں جہان تیری محبت میں ہار کے

وہ جارہا ہے کوئی شب غم گزار کے

Dono jahaan teri mohabbat mein haar ke, Woh jaa raha hai koi shab gham guzaar ke.
faiz ahmed faiz poet

امیدیار ، نظر کا مزاج، درد کا رنگ تم آج

کچھ بھی نہ پوچھو کہ دل اُداس بہت ہے

Umeediyar, nazar ka mizaaj, dard ka rang Tum aaj kuch bhi na poocho ke dil udas bohat hai
faiz ahmed faiz poet

وہ دل کہ تیرے لیے بے قرار اب بھی ہے

وہ آنکھ جس کو ترا انتظار اب بھی ہے

Woh dil ke tere liye beqaraar ab bhi hai Woh aankh jisko tera intezar ab bhi hai
faiz ahmed faiz poet

یہ داغ داغ اجالا، یہ شب گزیدہ سحر وہ

انتظار تھا جس کا ، یہ وہ سحر تو نہیں

Yeh daagh daagh ujala, yeh shab guzida sahar Woh intezar tha jiska, yeh woh sahar toh nahi
faiz ahmed faiz poet

نظر میں آئے گی بے داغ سبزے کی بہار

خون کے دھبے دھلیں گے کتنی بر ساتوں کے بعد

Nazr mein aayegi be-dagh sabze ki bahar, Khoon ke dhabbe dhulenge kitni bar saaton ke baad.
faiz ahmed faiz poet

آؤ کہ آج ختم ہوئی داستان عشق اب

ختم عاشقی کے فسانے سنائیں ہم

Aao ke aaj khatam hui dastaan-e-ishq, ab khatm aashiqi ke fasane sunayen hum.
faiz ahmed faiz poet

یہ آرزو بھی بڑی چیز ہے مگر ہم دم

وصال یار فقط آرزو کی بات نہیں

Yeh arzoo bhi badi cheez hai, magar hum dum-e-wisaal yaar, faqat arzoo ki baat nahin.
faiz ahmed faiz poet

چلواب ایسا کرتے ہیں

ستارے بانٹ لیتے ہیں

Chalo ab aisa karte hain, sitare bant lete hain.
faiz ahmed faiz poet

قفس اداس ہے یار وصبا سے کچھ تو کہو

ہیں تو بہر خدا آج ذکر یار چلے

Qafas udas hai yaar, wusba se kuch toh kaho, Ho tum behr-e-Khuda, aaj zikr-e-yaar chale.
faiz ahmed faiz poet

مٹ جائے گی مخلوق تو انصاف کرو گے

منصف ہو تو اب حشر اٹھا کیوں نہیں دیتے

Mat jaaye gi makhlooq to insaaf karo ge, Munsif ho to ab hashr utha kyun nahin dete.
faiz ahmed faiz poet

میدان و فادر بار نہیں یاں نام و نسب کی پوچھ کہاں

عاشق تو کسی کا نام نہیں کچھ عشق کسی کی ذات نہیں

Maidaan-o-fadar baar nahi yahaan, Naam-o-nasab ki poochh kahaan. Aashiq to kisi ka naam nahi, Kuchh ishq kisi ki zaat nahi.
faiz ahmed faiz poet

نه سوال وصل ، نہ عرضِ غم ، نہ شکایتیں

ترے عہد میں دل زار کے سبھی اختیار چلے گئے

Nah sawaal-e-wasl, nah arz-e-gham, Nah shikayatein tere ahd mein dilzaar ke, Sabhi ikhtiyaar chale gaye.

Fiaz Ahmad Fiaz Poetry Text

خوابوں کی دنیا ہے چاندنی راتوں میں،

صرف تم ہو میرے خوابوں کا ہر منظر ہوں۔

“Khawabon ki dunya hai chaandni raaton mein, Sirf tum ho mere khawabon ka har manzar ho.”

دل کی حالتوں کا راز ہو تم، میرے لبوں

پہ مسکاں کا ہر لمحہ ہو تم۔

“Dil ki haalaton ka raaz ho tum, Mere labon pe muskan ka har lamha ho tum.”

thelifepoetry.com

thelifepoetry.com

Please Write Your Comments