Best Ahmad Faraz Poetry In Urdu For 2 lines – LifePoetry
Updated: 25 Jun 2023
93
Ahmad Faraz poetry in Urdu is still read and liked highly in Pakistan and around the world because of the relevant issues and common language he used. In top to being a skilled Ahmad Faraz poet. was also a social and political analyst. He is now viewed as a cultural icon in Pakistan due to his services.
Ahmad Faraz Poetry
Ahmad Faraz Poetry in Urdu

شہر والوں کی محبت کا میں قائل ہوں
مگر میں نے جس ہاتھ کو چوما وہی خنجر نکلا
Shaher walon ki mohabbat ka main qa’il hoon, magar main ne jis haath ko chuma, wahi khanjar nikla.

ہوئی ہے شام تو آنکھوں میں بس
گیا پھر تو کہاں گیا ہے میرے شہر کے مسافر تو
Hui hai shaam, toh aankhon mein bas gaya phir tu, kahan gaya hai mere shehar ke musafir, tu

لو پھر ترے لبوں یہ اسی بے وفا کا ذکر
احمد فراز تجھ سے کہانا ! بہت ہوا۔
Lo phir tere labon yeh usi be-wafa ka zikr, Ahmed Faraz tujh se kehna! Bohat ho gaya.

بہت کی خواہشیں سو بارشوں میں بھیگی ہیں
میں کس طرح سے کہوں عمر بھر اُسی کا رہا
Bohat ki khwahishen so barishon mein bheeki hain Main kis tarah se kahoon umar bhar usi ka raha

عجیب کھیل کا میدان ہے یہ دنیا فراز
کے جس کو جیت چکے اسی سے ہار گئے
Ajeeb khel ka maidan hai yeh dunia Faraz ke jis ko jeet chuke, usi se haar gaye

شائد کوئی خواہش روتی رہتی ہے
میرے اند ر بارش ہوتی رہتی ہے
Shayad koi khwahish roti rehti hai mere andar, barish hoti rehti hai.

جس طرح تم گزارتے ہو فراز زندگی اس
طرح گزرتی نہیں
Jis tarah tum guzarte ho, Faraz, Zindagi us tarah guzarti nahin.

شب فراق تو کٹتی نظر نہیں آتی
خیال یار میں آؤ فراز سو جائیں
Shab-e-firaq to katti nazar nahi aati, Khayal-e-yaar mein aao, Faraz so jayen.

جو چل سکو تو کوئی ایسی چال چل جانا
مجھے گماں بھی نہ ہو اور تم بدل جانا
Jo chal sako to koi aisi chaal chal jana, Mujhe guman bhi na ho aur tum badal jana.

کسی کو گھر سے نکلتے ہی مل گئی منزل
کوئی ہماری طرح عمر بھر سفر میں رہا
Kisi ko ghar se nikalte hi mil gayi manzil koi hamari tarah umar bhar safar mein raha.

اسے فراز ا گرد کھ نہ تھا بچھڑنے کا تو
کیوں وہ دور تلک دیکھتار ہا مجھ کو
Isay Faraz agarid kyun tha bicharne ka, tu kyun woh door talak dekhta hai mujhko?

پہ اپنا جرم ثابت ہو نہ ہو لیکن فراز
لوگ کہتے ہیں کہ اُس کو بے وفا میں نے کیا
yeh apna jurm sabit ho na ho, lekin Faraz log kehte hain ke usko be-wafa main ne kiya.

میر ااُس شہر عداوت میں بسیرا ہے جہاں
لوگ سجدوں میں بھی لوگوں کا برا سوچتے ہیں
Mera us shehr-e-adaawat mein baseera hai jahan log sajdoo mein bhi logon ka bura sochte hain.

محبت ان دنوں کی بات ہے فراز
جب لوگ سچے اور مکان کچے تھے
Mohabbat in dino ki baat hai, Faraz Jab log sache aur maakan kache they

دشمنوں کی محفل میں سازش ہو رہی تھی میرے قتل کی
ہم اچانک پہنچے تو بولے ، یار تیری عمر لمبی ہے
Dushmanon ki mehfil mein saazish ho rahi thi Mere qatl ki hum achank pahunchay to bole, “Yaar teri umar lambi hai”

وہ جس کے پاس رہتا تھا دوستوں کا ہجوم سنا ہے
کل رات احساس تنہائی سے مر گیا
Woh jis ke paas rehta tha doston ka hujoom suna hai kal raat ehsaas tanhaai se mar gaya.

اس کی آنکھوں کو کبھی غور سے دیکھا ہے فراز
سونے والوں کی طرح جاگنے والوں جیسی
Is ki aankhon ko kabhi ghor se dekha hai, Faraz sone walon ki tarah jagne walon jaisi.

پیام آئے ہیں اُس یارِ بے وفا کے مجھے
جسے قرار نہ آیا کہیں بھلا کے مجھے
Pyaam aaye hain us yaar-e-be-wafa ke mujhe jise qaraar nah aaya kahin bhula ke mujhe.

یاد آیا تھا بچھڑنا تیرا
پھر نہیں یاد کہ کیا یاد آیا
Yaad aaya tha bichharna tera, phir nahi yaad ke kya yaad aaya.

اب یہ بھی نہیں ٹھیک کہ ہر درد مٹادیں
کچھ درد کلیجے سے لگانے کے لیے ہیں
Ab yeh bhi nahi theek ke har dard mita dein, Kuch dard kaleje se laganay ke liye hain.

میں کیا کہوں کہ مجھے صبر کیوں نہیں آتا میں
کیا کروں کہ تجھے دیکھنے کی عادت ہے
Main kya kahoon ke mujhe sabar kyun nahi aata, main kya karoon ke tujhe dekhne ki aadat hai.

آواز دے کے چھپ گئی ہر بار زندگی
ہم ایسے سادہ دل تھے کہ ہر بار آگئے
Awaaz de ke chhup gayi har baar, zindagi hum aise sada dil the ke har baar aa gaye.

جو بیت گئے ہیں وہ زمانے نہیں آتے
آتے ہیں نئے لوگ پرانے نہیں آتے
Jo beet gaye hain woh zamane nahi aate, Aate hi hain naye log purane nahi aate.

کیا کہ تم بھی سر راہ حال پوچھتے
کبھی ملو ہمیں بازار کے علاوہ بھی
Kya keh tum bhi sar raah haal poochte kabhi milo hamein bazaar ke alaawah bhi.

میں آنے والے زمانوں سے ڈر رہا ہوں فراز
کہ میں نے دیکھی ہیں آنکھیں اداس لوگوں کی
Main aane wale zamaanon se darr raha hoon, Faraz, ke main ne dekhi hain aankhein udaas logon ki.

جو چل سکو تو کوئی ایسی چال چل جانا
مجھے گماں بھی نہ ہو اور تم بدل جانا
Jo chal sako to koi aisi chaal chal jana Mujhe guman bhi na ho aur tum badal jana
Ahmad Faraz Poetry Text
یونہی موسم کی ادا دیکھ کے یاد آیاہے
کس قدر جلدبدل جاتے ہیں انسان جاناں۔
“Yunhi mausam ki ada dekh ke yaad aaya hai,
Kis qadar jald badal jaate hain insaan jaanay.”
میں جس کی راہ پہ ہوں ہرجگہ پہ ہے موجود
میں جس سفرپہ ہوں خود باعث سفرہے مجھے۔
“Main jis ki raah pe hoon, har jagah pe hai mojood,
Main jis safar pe hoon, khud ba’is-e safar hai mujhe.”
میرے مرنے پر سب خوش ہوں گے فرازؔ
بس اک تنہائی روئے گی کہ میرا ہمسفر چل بسا۔
“Mere marnay par sab khush honge Faraz, Bas ek tanhai roye gi ke mera hamsafar chal basa.”
آؤ رولیں فرازؔ دنیاکو
خوش دل نامراد ہو کچھ تو۔
“Aao rolay Faraz, dunya ko, Khush dil naamurad ho kuch to.”
چلا تھا ذکر زمانے کی بے وفائی کا
سوآگیا ہے تمہاراخیال ویسے ہی ۔
“Chala tha zikr zamane ki bewafai ka,
So aaya hai tumhara khayal waise hi.”
مجھ سے کہتی ہے تیرے ساتھ رہونگی فرازؔ
بہت پیار کرتی ہے مجھ سے اداسی میری
“Mujh se kehti hai tere saath rahungi Faraz, Bohat pyaar karti hai mujh se udasi meri.”
Please Write Your Comments